nadan insaan hi zindagi ka aanand leta hai,
jyada samajhdar to hamesha ulajhe rahate hai.
zindagi mushkil nahin bahut aasaan hai,
har koee yahaan chaar din ka mehaman hai.
Hans kar kabul kya karli sajaye maine,
apne dastoor hi bana liya har ilzaam mujh par lagane ka.