Roman English Shayari
Roman English Shayari, Shayari in Roman English, sad shayari in roman english, love shayari in roman english, Roman Shayari English.
tujhe sochne se hi rooh
tujhe sochne se hi rooh ko sukoon mil jaata hai,
fir main kaise kah doon ki mera ishq bewajah sa hai.
fir main kaise kah doon ki mera ishq bewajah sa hai.

nadan insaan hi zindagi
nadan insaan hi zindagi ka aanand leta hai,
jyada samajhdar to hamesha ulajhe rahate hai.
jyada samajhdar to hamesha ulajhe rahate hai.

zindagi mushkil nahin
zindagi mushkil nahin bahut aasaan hai,
har koee yahaan chaar din ka mehaman hai.
har koee yahaan chaar din ka mehaman hai.

Hans kar kabul kya
Hans kar kabul kya karli sajaye maine,
apne dastoor hi bana liya har ilzaam mujh par lagane ka.
apne dastoor hi bana liya har ilzaam mujh par lagane ka.
