Maa Shayari

Mother Day Shayari: Mom Shayari Maa shayari mother is also a beloved in shayari. She has figured abundantly in maa shayari and in as many ways as one may possibly images. We have made a selection on the figure of the mother who emerges now as an images, now a metaphor, and now a myth. Get into these verses and enjoy the warmth of motherly love and compassion. Reading maa shayari, best shayari on mother day in hindi, mom shayari, mothers day shayari, maa baap shayari, maa par shayari, mother shayari.

Also Read:- Mothers Day Quotes

Also Read:- Mothers Day Status

maa aawaz sunkar

Maa Shayari in English

kaha hote hai itne tajurbe kisi hakim ke paas
maa aawaz sunkar bukhar nap leti hai
कहा होते है इतने तजुर्बे किसी हाकिम के पास
माँ आवाज़ सुनकर बुखार नाप लेती है

Kabhi Muskura De Toh Lagta Hai Zindgi Mil Gayi Mujhko
Maa Dukhi Ho Toh Dil Mera Bhi Dukhi Ho Jata Hai.
कभी मुस्कुरा दे तो लगता है जिंदगी मिल गयी मुझको
माँ दुखी हो तो दिल मेरा भी दुखी हो जाता है

Gin Leti Hai Din Bagair Mere Gujare Hain Kitne
Bhala Kaise Kah Doon Ki Maa Anparh Hai Meri.
गिन लेती है दिन बगैर मेरे गुजारें हैं कितने
भला कैसे कह दूं कि माँ अनपढ़ है मेरी

wahi maa mile

Maa Baap Shayari

maang loon ye mannat ki fir yhi jha mile
fir wahi god fir wahi maa mile
माँग लूँ ये मन्नत की फिर यही जहाँ मिले
फिर वही गॉड फिर वही माँ मिले

Tere Kadmon Mein Yeh Saara Jahan Hoga Ek Din
Maa Ke Hothhon Pe Tabassum Ko Sajaane Wale.
तेरे क़दमों में ये सारा जहां होगा एक दिन
माँ के होठों पे तबस्सुम को सजाने वाले

Sab Kuchh Mil Jata Hai Duniya Mein Magar
Yaad Rakhna Ki Bas Maa-Baap Nahi Milte
Murjha Kar Jo Gir Jaaye Ek Baar Dali Se
Yeh Aise Phool Hain Jo Phir Nahi Khilte

maa sabki jagah

Mothers Day Shayari

maa sabki jagah le sakti hai lekin
maa ki jagah koi nhi le sakta
माँ सबकी जगह ले सकती है लेकिन
माँ की जगह कोई नहीं ले सकता

सबकुछ मिल जाता है दुनिया में मगर
याद रखना की बस माँ-बाप नहीं मिलते
मुरझा कर जो गिर गए एक बार डाली से
ये ऐसे फूल हैं जो फिर नहीं खिलते

Rooh Ke Rishto Ki Yeh Gehraiyan To Dekhiye
Chot Lagti Hai Humein Aur Chillati Hai Maa
Hum Khushiyon Mein Maa Ko Bhale Bhi Bhool Jayein
Jab Musibat Aa Jaye Toh Yaad Aati Hai Maa.

maa ki tarah koi

Maa Ke Liye Shayari

maa ki tarah koi aur khayal rakh paye
ye bas khayal hi ho sakta hai
माँ की तरह कोई और ख्याल रख पाए
ये बस ख्याल ही हो सकता है

Bahut Bura Ho Phir Bhi Usko Bahut Bhala Kahti Hai
Apna Ganda Bachcha Bhi Maa Dhoodh Ka Dhula Kahti Hai.
बहुत बुरा हो फिर भी उसको बहुत भला कहती है
अपना गंदा बच्चा भी माँ दूध का धुला कहती है

Nahi Ho Sakta Kad Tera Uncha Kisi Bhi Maa Se Ai Khuda
Tu Jise Aadmi Banata Hai Woh Use Insaan Banati Hai.
नहीं हो सकता कद तेरा ऊँचा किसी भी माँ से ए खुदा
तू जिसे आदमी बनाता है, वो उसे इन्सान बनाती है

bas ek maa hi hai

Shayari on Mother in Hindi

labo pe uske kabhi baddua nahi hoti
bas ek maa hi hai jo kabhi khafa nahi hoti
लबों पे उसके कभी बद्दुआ नहीं होती
बस एक माँ ही है जो कभी खफा नहीं होती

Uske Hontho Pe Kabhi Bad-Dua Nahi Hoti
Bas Ek Maa Hai Jo Kabhi Khafa Nahi Hoti
उसके होंठों पे कभी बद्दुआ नहीं होती
बस इक माँ है जो कभी खफा नहीं होती

Kisi Ko Ghar Mila Kisi Ke Hisse Mein Dukan Aayi
Main Ghar Mein Sabse Chhota Tha Mere Hisse Mein Maa Aayi.
किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकान आई
मैं घर में सबसे छोटा था मेरे हिस्से में माँ आई